«

Aug
18

IBN-7 Live Streaming – Live TV

नमस्कार ! आपका स्वागत है, ताजातरीन समाचारों के लिये देखिये आइ बी एन-सेवेन लाइव । Welcome to Ram Chandra Mishra‘s हिन्दी जाल-स्थल (Hindi Jaal-Sthal or Web Site)

33 comments

1 ping

  1. ashok tiwari says:

    p m ji bat kya karenge unki awaj ka to bidesh me ilajchalu hai

  2. ashok tiwari says:

    congress party ke adarsh gandhiji nanhi hain keval vote baink ke liye gandhiji ko bhunate hain isiliyye annaji ki gandhiwadi vichardhara par dhyan nanhi ja raha hai congress ko satta par kuchh jyada he ahankar hai

  3. ashok tiwari says:

    congress party ke adarsh gandhiji nanhi hain keval vote baink ke liye gandhiji ko bhunate hain isiliyye annaji ki gandhiwadi vichardhara par dhyan nanhi ja raha hai congress ko satta par kuchh jyada he ahankar hai

  4. ashok tiwari says:

    sarkar bhrashtachar kyun mitayegi kya malum kitna adarsh ghotala hai kitne kalmadi hain kitne raja hain kitne daud ke dost hain kitne kasab ke aka hain to congressi kyun bolenge aa bail mujhe mar annaji aur deshki janta budhiman hai to congressi ko bewkuf samjha hai kya jo ajadi ke bad se loot loot kar desh ko khokhala bana diye hai

  5. ashok tiwari says:

    salman khurshid itne budhijvi hain ki anshan khatm karwana lekin brashtachar nahin jai ho congress party ki

  6. ashok tiwari says:

    bharat ki janta punchh rahi hai rahul gandhi kanhan hain are bhai rahul gandhi vote bank banane ke liye ghum rahe hain bhrashtachar se kya lena dena akhir sab bhrashtachari neta unke bhai he to hain bhala bhai ki kabra bhai kyun khodega

  7. ashok tiwari says:

    cominist bolte hain ham jan lokpal bill ka samarthan nanhi karte are coministon tumko bharat ki janta ne chun kar laya hai ya khud tumne janta ko chuna hai lalu se bhi bura tumhara hal hone wala hai coministo sambhalkar

  8. ashok tiwari says:

    janta se sakar janta ke liye adikari hain sarkar ki janta nahi hai isliye sarkar savdhan ho jao bhugtane ki bari jaldi ane wali hai

  9. shivam sinha says:

    aj may monmohan sing ji say kahna chahta ho ki kya kar rahay hai .jaldi say sudhar jao varna
    loc jasi karanti aa jayagi kyoki aj anna ji nay jo kukh kiya vo to manmohan ji ko karana tha
    lakin jo khud chur ho usko churi najer nhi ati swiss bank may to manmohan,sonia,kapil ,chetambaram,jasy sabhi natao kay pasy hai to kala pasa kasy retum aa sakta lakin chur kitna bhi satir kyu na ho ek din to pakra hi jata
    vhi hal aj sarkar ka hai lakin sarkar galti manay ki bajay

    nhi chiya asi sarkar all time never

    may shivam sinha kabhi cogrees to voate nhi duga our app log bhi mat dana

  10. ashok tiwari says:

    p m saheb ko malum hai ki apke lokpal bil me khamiyan hai isiliye to aap majbut lokpal bil chahte hain annaji dwara jan lokpal bil se kya taklif hai jan lokpal bil janta ka bil aap janta se hain to janta ka bil se kya taklif

  11. ashok tiwari says:

    SAHMATI KAISE BANEGI CHOR CHOR MOUSERE BHAI JO THAHRE SAB RAJNITIK DAL WALE DAKU HAIN JANTA KO CHAHIYE KI SABHI RAJNITIK DALON KA BAHISKAR KARKE VOTING BOOTH PAR HE NA JAYE

  12. ashok tiwari says:

    RASTPATI PRATIBHA PATIL KE BHI ADHIKAR CHETRA ME KUCHH ATA HAI KI SAB SONIA BAI HE KARTA DHARTA HAI EK 74 VARSHIYA BRIDH 9 DIN SE BHRASHTACHAR MITANE KE LIYE APNE JIVAN KO BHARAT KI JANTA KE LIYE KAR DIYA AUR BHARATWASHI HARAMKHOR NETAON KE CHAKKAR ME BHRASTACHAR KI CHAKKI ME PIS RAHE HAIN

  13. ashok tiwari says:

    JAN LOKPALJANTA KE HIT ME HAI DESH KE HIT ME HAI KEWAL NETA LOGON KE HIT MEN NAHI HAI ISILIYE SAHMATI NAHIN BAN PAI KI LOOT NAHI KAR PAUNGA JANTA KI JEB PAR DAKA NANHIN DAL PAUNGA

  14. ashok tiwari says:

    EK ANNA KO KUCHH HUA TO KARONO ANNA KA SARKAR KYA KAREGI KARONO ANNA GANDHIWADI VICHAR DHARA KE NANHI HO SAKTI UPAR WALE SE PRARTHANA HAI KI IN CONGRESSIYON KO SADBUDHI DE AUR DESH GART ME JANE SE BACHE

  15. ashok tiwari says:

    pm sahab bhrashtachar me samil to nanhi the lekin bhrashtachar ke liye khula choot de rakhe the kyunki agar bhrashtachariyon ko bolte to sonia bai ka kya hota kyunki rastrapati sahiba pm sahab sibbal fibbaljo bhi hain sab kathputali jo thahare kisi me khud kanirnaya lene ki takat hai nanhi o desh kya khak sambhalenge

  16. ashok tiwari says:

    yah uttar pradesh ka bahut bada durbhagya hai ki mayavati jaisi cm up ko mili hai jitne bhi bade aparadhi hain sab mayavati ke yanhan sarnagat ho gaye hain mayavati apni murti banwakar pradesh ka kalyan kar rahi hain annaji ka jan andolan pasbhi hoga mayavati jaisi bhrast cm ka kalyan bhi jaldi hoga jaldi hoga jaldi hoga

  17. ashok tiwari says:

    om puri jaise nirbhik kalakar ka tahe dil se swagat hai har nagrik ko annaji ke sath sath om puri jaisa nirbhik hokar manch ke alawa chunav me haramkhor netaon ko sabak sikhane ki kasam khani chahiye jisase desh ka kalyan ho jai hind vande mataram

  18. ashok tiwari says:

    sansad log sambhal jao nanhi to desh ka har nagrik manch par aap logon ki jo aukat hai uspar lane wali hai

  19. ashok tiwari says:

    sansad me jab gadhe logon ki bharmar hai keval malai khane wala lokpal banayenge to sadak ka annaji dwara jan lokpal bil hoga sadak wale ne he in insan rupi gadhe ko sansad men bheja hai haramkhor log bhul gaye ki sadak ki janta he mujhe yanha baithaya hai nanhi to kya malum kis galli me baithe hote

  20. ashok tiwari says:

    salman khurshid rahul ke sujhav par kam hoga mantri hokar hajamat karoge sonia aur rahul ke sujhav par kam karoge pesab bhi punch kar karte ho kya mantri ho ki chamche

  21. ashok tiwari says:

    aajkal ke chor chandalneta khud ko bhagwan samajh baithe hain kya hoga desh ka

  22. ashok tiwari says:

    sharad yadav sansado ka majak na udaye team anna are chorkaton tum logon ko janta ne apna pratinidhitva ke liye bheja tha unko kya malum ki sansad bhawan me baithane ke bad koi raja banega koi kalmadi banega koi adarsh ki band baja dega

  23. ashok tiwari says:

    baithak me janta ko bewkuf banane ki ranniti ho rahi hai sansad me bahas hone ke bad kamre me jan lokpal bil pas karenge kya

  24. ashok tiwari says:

    VISWAS JANTA NE KIYA HAI TO SARKAR DHOKHA KISKO DENE JAYEGI

  25. ashok tiwari says:

    VISWAS JANTA NE KIYA HAI TO SARKAR DHOKHA KISKO DENE JAYEGI

  26. ashok tiwari says:

    lalu prasad ji ka chara ghotala cbi wale sonia bai ke isare par dakar gaye isiliye lalu ji ko cbi par bharosa hai

  27. ashok tiwari says:

    lalu se bada chor desh ka koi bhi neta nahi hai bihar me 15 sal tak raj kiye us time dimag me jiska chara kha gaye usi ka gobar bhara tha aaj bahut bade budhijivi ho gaye hain

  28. ashok tiwari says:

    mr lalu prasad apna fikar karo annaji ki fikar chhodo tum jaise chor logo ka sambhalke

  29. ashok tiwari says:

    mr lalu prasad koi noutanki ka kirdar karte to sayad sansad se jyada popular ho jate

  30. ashok tiwari says:

    mr lalu prasad aisa bhasan dekar na to annaji ko he bargalasakte hain aur na hi karodo janta ko han chamche log bhale lalu jaise logon ke chakkar me aa jaye

  31. ashok tiwari says:

    farukh abdulla jatiwad lekar aisa bol rahe hain vise bhi inki party muslim vote bank banane ke chakkar me kisi bhi had tak ja sakte hai afjal ka pura tahkikat karne par pata chal sakta hai ki abdulla ka ristedar to nanhi hai

  32. ashok tiwari says:

    are bhai chor ko puri duniya chor he najar aati hai annaji galat nanhin bol rahe hain digvijay singh ka bayan sunkar to bharat ki janta ko to yah pagal he lagta hai manish tiwari aur diggi mahasay congress ke pakke chamache hain inko lagta hai ki hamare bayan se desh ki janta khush hogi lekin desh ka har nagrik keval congressi chamchon ko chodkar is harami ke pille ko sab pagal he samajhate hain congress agar abhi bhi apni bhalai chahti hai to manish tiwari aur diggi ko sachmuch pagal khane bhej dena chahiye

  33. ashok tiwari says:

    annaji rss mukauta aur mr diggiraja pakistani chamcha arvindji lete hain karodo chanda diggiraja sonia ke liye badi badi companiyon se magate hain karodo bhikh allah ke bande ko allah ke nam par dede allah tera bhala karega pakistni chamcha hai ye haramkhor

Leave a Reply

Your email address will not be published.

You may use these HTML tags and attributes: <a href="" title=""> <abbr title=""> <acronym title=""> <b> <blockquote cite=""> <cite> <code> <del datetime=""> <em> <i> <q cite=""> <strike> <strong>